Hey dosto,
Aaj ki is post me ham janenge kaise hamesha sehatmand (healthy) rahen , aur bimariyun se kaise bachen, aur janenge ke kyu sehatmand rahen...
Chaliye jante hain.
Buzrugo ka qaul hai
Isliye hame apni sehat ki fikar karni chahiye , Agar ham sehatmand nahi rahenge aur bar bar bimar padenge to ham dusraun par bojh banjaenge , isliye sehatmand rahna bahut zarori hai.
Aaj ki is post me ham janenge kaise hamesha sehatmand (healthy) rahen , aur bimariyun se kaise bachen, aur janenge ke kyu sehatmand rahen...
Chaliye jante hain.
Sehatmand(healthy) Rahna kyu zarori hai?
Buzrugo ka qaul hai
"Tandrusti Hazar Naemat Hai"Yani agar apke pas hazar Naemat hai sub kuch hai par ap sehatmand nahi hai to apki daulat bekar Hai. Agar apke pas kuch nahi aur Ap sehatmand hain to apke pas subkuch hai , Ap mehnat karke subkuch pasakte hain.
Isliye hame apni sehat ki fikar karni chahiye , Agar ham sehatmand nahi rahenge aur bar bar bimar padenge to ham dusraun par bojh banjaenge , isliye sehatmand rahna bahut zarori hai.
Sehatmand Rahne keliye kya kya Karen
- Zyada se zyada paani piye
- Taaza khana khaye
- Rozana 30 min tak warzish Karen
- Cigarette ,gutka , sharab ka istemal na Karen
- Fast food ka istemal Kam Karen
- 7-8 ghante ki neend le
Dosto ye post apko kaisa laga comment karke bataye.
Comments
Post a Comment